• Patni mayke se wapas nahi aa rahi hai

sar/madam  meri sadi 21/01/2009 me new delhi me hui thi hamare 1 ladki bhi hai 13/09/2012 ko meri patni mayke apne ghar gai jate wakt sab kuch thik tha par waha jane ke bad se wo wapas nahi ana chahti aur na hi mujhse koi bat karti hai mai jab apne sas aur swasur se bat karta hu to o kahte hai ki hamara jo sadi me kharch hua hai o hame de do ab meri beti tumhare ghar nahi jaye gi ab meri samajh me nahi aa raha hai ki ise mai kasi hal karu kripya kar mujhe bataye
Dhanywad
Asked 10 years ago in Family Law
Religion: Hindu

Ask a question and receive multiple answers in one hour.

Lawyers are available now to answer your questions.

6 Answers

yaadi aap ki biwi wapas nahi aana chayti aap talak ke liye file karen . RCR karne se koi fayda nahi . aapki biwi aap ke saath nahi rehna chayti . aap kisi vakil ko contact karen jo delhi me practice karta ho

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94723 Answers
7532 Consultations

5.0 on 5.0

The only option at present is filing a suit for restitution of conjugal rights U/S 9 of THE HINDU MARRIAGE ACT,1955. Take help from your lawyer for that.

Rajni Sinha
Advocate, Mumbai
425 Answers
39 Consultations

4.6 on 5.0

agar aap ki biwi aana nahi chahti tho aap usee jabardasti nahi bula sakti. aap nee wapas na aane ki wajah nahi batae hai.agar aap who batai to mai aap ki jayda madad kar sak ta hoo.har eek chez ka koi karan hota hai.agar koi karan nahi hai to yeh bhehtar hoga ke app log mutual divorce ke leye jaain jo 6 months me hil jata hai aur aap ke case mai i year pass ho gaya hai alag raite hue tho aap first motion ke liye za sak the haiaur uske 6 months ke bad 2 motion.esh tarah aap log apne life settle kar sak te hai

Rajeev Bari
Advocate, New Delhi
1506 Answers
92 Consultations

4.6 on 5.0

If you want your wife back then file a case for restitution of conjugal rights against her whereby the judge can pass an order directing her to return to her matrimonial house and resume performing her conjugal duties.

Ashish Davessar
Advocate, Jaipur
30763 Answers
972 Consultations

5.0 on 5.0

1) Aap kisi comman friend /relatives ki help lekar try to sort out the matter. Find out what exactly stopping her frm coming back. OR

2) Contact a Lawyer and File a Petition for Restitution of Conjugal Rights TO BRING HER BACK OR

3) if she has decided and she is firm, go for mutual Divorce.

Jagruti Vora
Advocate, Mumbai
9 Answers
10 Consultations

4.5 on 5.0

Mr. Sethi ne jo kaha hai wahi sahi salah hai socho aur amal karo

Nadeem Qureshi
Advocate, New Delhi
6307 Answers
302 Consultations

4.9 on 5.0

Ask a Lawyer

Get legal answers from lawyers in 1 hour. It's quick, easy, and anonymous!
  Ask a lawyer