House Harresment

Sir, Myself Ms.Priya Kamra. I describe all the things in hindi. Sir, meri marraige 2013 main Agra (Daylbagh)hui hai. Main from birth agra se belong karti hu. But mere parents in lwas bhaut liers, Dhongi and dhikhva karne vale persons hai. Husband thoda theek hai but vo apne parents se itna jayda drat hai ki unke samne kuch bol nahi pata. Phele to father in law bhi Toka taki karte the, but ab vo jayda nahi tokte. But merei siister in law and mother in law , both are very selfish and Dongi persons. At starting ke 1 year to sister in law(SIL) ne muze khane tak ke liye mna kiya, menas vo muze khana bane ke liye tokti rahti thi. Jise main apne husbandke liye kuch baabne lagu, vo muze mna kar detei th, jabki vo muzse 10 yeasr by age yonugster hai.example- bhabhi ,bhiaya night ki bachi hui sabzi kha lega, hum bad main bna lenge, actually uski love marraige hui hai, and jis boy se hui hai, vo daily before marraige hamre ghar ata tha. . Vo sirf uske liye fresh hot break fast jab uske fianance ne ana hota tha tab banene ke liye kahti thi. Mere husband ke liye i cant prepare any freash food at the time of husband shop going.. Mere husband ka mere liye Pyar nahi increas hone diya. its natural jab main apne hubby ke liye kuch banayungi nhai to kaise pyar badega. And in sabke peeche mere father in law the jo apni beti ko kahte the ki priya kuch faltu gas , ghee, oil , pattaots use na kare. Mere is ghar main muze rice nahi khane dete the kyuki vo nahi khate and apne dil ka vo sab kuch kahte the. Ab siister in law got married but mother in law (MIL always tane marna (Point out) rahti hai. mere ko mere hubby ke sath kahi jane nahi detei, bhul se chali jau to muzko tane marti hai and always dusri Bhau ke example deti hai uska husband usko nahi le jata. Jabki apne and beti ke works le liye always ahsish karti hai. Beti to abhi recent mMIL ke sath Kota gayi tab bhi Gas on kar gaye , only main line off , big side gas on in evevning in closed house. meri jaan j a sakti thi My hubby knows evrything but sirf dar ki vajah se apni mom ko bol nahi pate kyuki vo hubby par shouting karti hai ki wife ke ane se jayda bolne laga hai. iske phele bhi Father in law ne mere sath Batamizi kari thi. unhone muze akele ghar main Terraous par thi main - ki tum jo hum dnege vo khana pdega apni marzi se kucu nahi banoygi. Mere parents ke diye hue Mariige par Bangels is ghar main MIL ne rakhe the vo Chori ho gaye. Father in law bla ki hum Bangles nahi banva kar dnege, aur bhaut kuch bhaut ganda kaha, ki Toliet bucket nahi denge, steel ke BALTE lakar denge unme nanhna padega , bhaut kuch .. Phele to GOLD bangles banvaye nahi ab kah kahkar (arguments , fights) karke banva diye , but not give to me. Ab main apne parents in law ke sath nahi rahna chati but , bete unko nahi chod raha hai, i dont know ki vo apne parents ke kahne par kah raha hai ya apna desicion hai. i defenateily sure vo apne parents ke kahne par kah raha hai, because vo 2:5 years main mere liye nahi bola paya , ab kya bolgea. Muze expenses aaj tak nahi mile. From last 1:5 years i am doing job and eraning for myself. i know ki mere husaband muze expenses in future nahi dega, he gives oly to mom and their sister everthing to them.but i love him thats why i want to spent life with my Husband only in seperate home. Mere parents in law ke pass Rent ka portion bhi hai, vo de sakte hai but unkorente and only paisa lene ki habbits hai. Mere parents sab jante hai, but always hum chup ho jate hai, Meri MIL ka dhong pan ke age sab loos ho jate hai ki ghar barbad hoga etc. But ab sahne ki limit croos ho gayi, and sirf ahsish ko khone ke dra se, because MIL is too clever and DHONGI. marraige se phale bhi sab khuch jhoot bola ma , bete ne muzse. Now pls suggest what to do . Thanks Ms.Priya Kamra