Waqf Al Aulad matter in Delhi

Mere par nana ne 1945 me (waqt Al Aulad)ek trust bana tha tittle tha waqf mahmood un nisa begam jisko unhone sub Registrar Kashmiri Gate old Delhi me registered karwa tha, is Waqf ke under kai so crores( more than 1000 crores) ki properties thi aur aaj ki date me bhi hain,is Waqf me meri mummy bhi ek beneficiary thi jinki death July 1990 me ho gai thi inke death ke baad hum charo bhai behan waqf mahmood un nisa begam ke according beneficiary ban gaye mude ki baat ye hai ki humari mummy jab wo zinda thi unke time pe bhi aur unke death ke baad bhi mere mamuyon ne illegal tarike se properties bachi aur unki death ke baad bhi lagataar bachte rahe humre waqf nama ke according district magestrat ya unke barabar ke judge se permission le ke hi koi property bach sakte h mamuyon ne kabhi bhi kisi bhi property ki permission le kar nai bachi,abhi kuch month pehle tak wo isi illegal tarike se properties bachte rahe .hum charo bhai behan ko aur usse pehle humari mummy ko kabhi koi hissa nahi diya ab agar hum mamuyon ke upper case karte hai to kya huma ab insaaf milega ? illegal tarike se inhone properties bachi aur jinhone properties kharidi kya wo dono parties is case me fasengi ya nahi kahi ye matter time barred to nahi ho gaya hoga ? Aur jinhone bhi illegal tarike se properties khridi hai unki registries null void hongi ?