Divorce

Hello sir, mera name uma hai. mai gorakhpur uttar pradesh se hu. sir kuch family problem hone ke karan.mujhe yeh divorce Ka dissension lena pada. sir mere ek 6 years ki beeti bhi hai. aur mere case ko sir aaj 5 years hone ja raha hai. sir, divorce ki file mere 2014 may hi court may sumit kar di gai thi,sir mere problem yeh hai ki dono party raji hai divorce ke liye. aur jan 2015 may divorce ke liye file per sign. hum dono ne kiya tha.phir us ke baad humari date may 2015 may padi. phir wo date extend ho kar 29 sep. 2015 ko hui. per sir es date ko bhi humay 19 jan. 2016 ki date de gai. sir may bahut pareshan hu.mere mai apne ghar ki ek hi beeti hu. aur mere papa retayer ho chuke hai. mere maa ka kai bar excidend bhi ho chuka hai. mere papa jyada kuch nhi samajh pate hai.aur maa bhi utna chal nhi pati hai. sir mere marriage may kam se kam 10 lack tak kharch huwa tha. usk billing ki sari details hone ke bawjud,mujhe yani mere beeti ke naam per 2 lack aur mujhe 1 lack hi diya ja raha hai, sir paise ki koi baat nhi hai,mere ghar walo ka kehna hai ki life impotence hai,paise nhi. yahi soch kar sab kuch chodne ke bawjud.sir problem ho rahi hai sir mere family may koi bhi aisa nhi jo en sab baato ko le kar mujhe susses kar sake, sir plz kuch rasta dikhaiye,kyu ki may court nhi jana chati hu.sir mere vakil bhi kehte hai ke etna time to lagega, aur sir other party ke vakil kehte hai ki jyada pareshan karo gi to may aap ki date aur agy badhwa dunga. sir plz mere help ki jiye. sir mere per hi mere beete ka bhavisya juda hai sir, mere ghar wale mere shaadi dekh rahy hai. per mere maan abhi pareshan hai to mai koi dission nhi le pa rahi hu sir sir plz solve my problem. thanku,sir