Domestic violence and FIR 498A ,323, 506 have been lodged

Hello, Mai Meerut (UP) se hun. 1. Dated 10 Mar 2015 ko Mari wife ne domestic violence ka case dhaara 10, 18, 20, 22 & 23 ke adhin kiya hai. Aur es case ke objections ko meri taraf se court me dt 08 May 2015 ko submit kar diye hai. 2. Dt 17 Apr 2015 of Mahila Thana me FIR hue hai aur esme mere papa, mammi, one married sister and one unmarried sister aur mujh par dhaara 498A, 323, 506 IPC & 3/4 DP Act ke adhin hue hai aur mujhe chhodhakar baki sabhi 04 logo ki Jamanat ho chuki hai. I am only one son of my parents. 4. Wife ne Caveat Application High court me dt 08 May 2015 ko laga di hai. 5. Maine Aapni jamanat ke liye High court me rit lagayi hai par same day ke order nahi huye hai. Lower Court me bel dene ki liye 24 hrs ke liye zel mai bhej rahai Kyoki husband ki bel prayer ki khariz nahi kar rahe hai. after 24hrs ke bhel de rahai hai. Jab ki mai Govt employee hun. 6. Court ki samjhota varta kendra mai 30 Apr 2015 se 30 May 2015 tak 06 baar date padi thi aur varta fail ho ho gayi hai, dt 01 Jun 2015 ko court se mahila thana ke liye CHARGE SHEET banane ke liye bhej diya gaya hai aur reason hai vaarta aasafal. 7. Aab mai kya karu Please help Avadesh Kumar Meerut