Home loan reject why and adwise

Our document for hdfc bank न्यायालय नजूल अधिकारी अनापत्ति प्रमाण पत्र Nimnlikhit sharto par aawasiy prayojan hetu anapatti praman patra jari kiya jata he 1 yah praman patra kisi ko swamitav pradan nahi karta he aor na hi kisi swatav sambandhi prakaran me isaka upyog anumat hoga. 2 aavedit prayojan se bhinn kisi prayojan ke liye is anapatti ka prayog anumat nahi hoga . 3ukt bhumi ke sambandh me vivad nirmit hone par yah anapatti kisi vidhik athava tathy sambandhi bindu ke nirdharn me upyog nahi ki ja sakti . 4 yadi bhavishya me bhumi me shasanhit nahit hota he to anumati nirast mankar nirman bina sunvayi ke hata diya javega. 5 yah praman patra sawatv ka praman na hokar keval naksha pass karane ki anapatti he . ise nirman ki anumati nahi samjha jaye. 6 nirman nagar palika nigam dwara swikrat khetra se adhik kheta me nahi kiya jayega . nirman ke doran aas pas koyi khati na ho. 7. uprokt sharto ke ullaghan hone par anapatti swamev nirast ho jayegi. Required document from bank Nyaylay nazul adhikari Swyam ki bhumi bandhak rakhane babat anapatti praman patra. Aavedak dwara apane nam nazul bhumi shit no.... rakba no.... vargfut bhumi indian overseas bank me loan hetu bandhak rakhane babat anapatti praman patra chaha gya he. Karyalin vartaman abhilekh avm rajasav nirikshak ke pativedan ke aadhar par pramanit kiya jata he ki ukat varnit bhumi nazul shit no. plot no. rakaba no... bhumi vartman nazul abhilekho me aavedak niwasi ke nam aawasiy lease avadhi 31.03.2030 tak darz he. Atav aavedak yadi uakt varnit bhumi rashtriykrat bank indian oversease bank me loan bandhak rakhna chahata he to is karyalay ko koyi aapatti nahi he. ukat loan ke bhugtan hetu aavedak savayam jimmedar rahega. yah praman patra aavedak ko keval rashtryikrat bank indian oversease bank me bandhak rakhane babat prastut karne ke liye jari kiya jata he. This type document required from bank. Please give me advise for our document point in no duce certificate. that we orgive ment at bank for take looan.