Child custody

Sir/madam mei ek service holder hu.mere husband ek lawyer hain.2013 me humlogo ka arrange merriage hua.sadi k bbad humlogo mein bohut mattter mmein dispute tha.2016 me ek boy child hua.mera beta ab 2 sal ka ho chuka hain.jan 2018 se mene notice kiya mere husband mujhse bat nahi karrehe the.mene bohot bar pucha tha lekin unhone kaha humlogoka aisehi chalega.mujhe bohot tension hone laga.mene kuch mehne pehla ek car kharidnek liye paise bhi diye the.gusse me maine diary me likha ki sirf paiso k liye mera se rista hain aur kuch nahi.oh diary unhono pad liye aur sab k samne chillate hue kaha ki wo ab mere sath nahi rahenge.mene kuch din wait kiya samjhaya lekin koi change nahi hua.phir me apne parental house chali aayi.1 and half month ho chuka hain. mere bete ko school mmein aadmission karane k bat chal raha hhain maine kaha ki mmein apne ghar jana chahti hu.lekin wo keh rahe hain ki nahi aana hoga.lekin sasural se koi koi aakar bbachhe kko le jata hain.mujhe kkya kkarna cchahiye?