• Property dispute

Mere father rtd the unka ek haath aor pair me lakva mara tha hum sab pahle kiraye se rahte the ghar malik ne makan khali karne ko kaha tha toh maine ek makan dekha aur uska sudha kiya mere father ke paas uthne paise nahi the aur na hi unko bank se loan milta tha maine koshish karke private finance se father ke naam se loan liya aur father ke naam se makan karidhe aur us loan ko ghar ke sara member matlab main mera bhai sabne milkar loan bhara hamari ma bhi teacher thi lakin loan lene ke liye na woh tyaar th aur na loan ka paisa bharne ke liye tyaar thi ma hamari sauthle thi usko 2 ladki the uska kahna aisa tha meri 2 ladki hai mere kuch nahi karna hai makan se is beech main dubai chala gaiya aur jab wapas aya tho makan ka loan 23823 rupay baaki tha maine pura paisa bhar diya aur maine dusra ek aur makan karid liya apne naam se lekin main rahta apne pure parivaar ke saath mera bade bhai muje baiger bataaye father se wheel kara liya apne naam par register wheel aur mere father ne marne se pahle muje bataya ki maine makaan ka wheel kiya muj se galti ho gai tu abhi kisi vakil ko bula kar la main us wheel ko cansel kar detha hoon par tabiyat jayaada karab hone ki waja se maine kuch nahi kiya aur ek din father expired ho gai mere bhai ki nukari chali gai kiyouki wah chori me pakda gaiya toh maine apna karidha hua makan bech kar usko dhanda laga kar diya taki woh apna parivaar pal sake 5 se 6 saal tak sab kuch tik tha meri ma meri wife ka aapas me bantha nahi tha toh ma aur bhai ne hume ghar se niklne ke liye majboor kar diya aur us waqat muje pata chala ki makaan usne naam par kar liya main dono taraf se fus gaiya apna makan bhi bhai ke liye beach diya aur apne makan mera naam hi nahi maine dusra flat karidha uska installment 20000 rupai aata hai ab ager main case karoon tho tho kiya main apna hissa muje mil sakta hai
Asked 8 years ago in Property Law
Religion: Christian

Ask a question and receive multiple answers in one hour.

Lawyers are available now to answer your questions.

3 Answers

Nothing can be done as your father has executed the will in favour of your brother. The last will of the testator comes into operation after his lifetime. Unless you have evidence to prove that your father executed the will under coercion or undue influence you should not harbour any hope of success in the court.

Ashish Davessar
Advocate, Jaipur
30763 Answers
972 Consultations

5.0 on 5.0

1) aap pitaji ka will challenge kar sakhte hain jise se makan aap ke bahi ke naam par hua hai

2)kya will 2 witnesses ke samne kiya hai

3) kay aapke pitaji ki dimagi halat sahi thi

4) aap local vakil ko contact karen aur partition suit file karen apna hissa mangne ke liye .

5) bahi ko will dikhana padega aur will prove karna padega

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94723 Answers
7533 Consultations

5.0 on 5.0

If you have evidence for funding your brother's litigation and other expenses including the house property expenses, you may proceed with the demand suit demanding your entire money with interest.

However you may make sure that all other evidences are secure with you.

There is nothing wrong in trying, do it.

T Kalaiselvan
Advocate, Vellore
84925 Answers
2195 Consultations

5.0 on 5.0

Ask a Lawyer

Get legal answers from lawyers in 1 hour. It's quick, easy, and anonymous!
  Ask a lawyer