• Two mother's property matter

Hi sir . mujhe ye bataye mere papa ne do shadi ki thi.pheli wife se unko 3 ladkiya hui . phir unho ne dusare shadi ki ladke ke liye yani mai dusare wife mere mother se hum do sister ek akela mai ladka hu . mujhe chote se he papa ne mere dusare mummy ke sath rakh diya Jin ki 3 sirf ladkiya thi yani papa ki peheli wife ke pas mere apni maa se unke pass . par mere papa ke khatam ho jane ke baad papa ki dusare lakdiya Dust pana Dikha Ne Lagi .aur jo sab se badi lakdi hai us ne property pe case karwa diya mummy se . mujhe ye jaan na hai dusare wife toh court nhi mante par bache dusare wife ke legal hai ya nahi . aur kya sister ka bhi property mai hisa hota hai.pheli wife ki ladki well established hai doctor hai shadi ho gayi aur bech wali ke pati expire kar gaye par wo yahi rahe te hai ghar pe jab ke dusare shadi kar liya us ne aur phele husband ke sath bhi yahi rahe te thi phir unke husband ke expire hone ke baad papa ne usko dukan khul wa di sarees ki aur phir us ne dusare should ki yahi hai aur duka ki regestry mujh se aur mummy se karwa li mere apni maa se nhi khud ki maa aur mujh se toh kya ab inka aur hisa hai aur jo choti hai unka pati bhi lalchi hao shadi ho gaye uski bhi wo apne pati ke sath uske ghar pe hai toh kya batwara kaise hoga aur jo badi sister hai aur bech ki inka ko hisa banta hai mere apni bhen kuch nhi lege unka ape jane de . Mere dusare mummy aur mera hisa bate ga ya sab ka
Asked 8 years ago in Property Law
Religion: Hindu

First answer received in 10 minutes.

Lawyers are available now to answer your questions.

3 Answers

1) aap ke pitaji ki death ke baad pehli biwi , unke baache , dusir biwi ke baco ka haak hai

2) dusri biwi ka koi haak nahi property me

3) dusri shaadi illegal hai

4) batwara me har ek ko 1/7th hisa milega property me

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94733 Answers
7539 Consultations

5.0 on 5.0

1) haanji shaadi ke baad bhi hisa banta hai

2) har ek 1/7th jisa hai property me

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94733 Answers
7539 Consultations

5.0 on 5.0

1. Aapke pitaji ka dusra vivah gair kanooni hai. Parantu dusre vivah se jo santaan unhein prapt huyi unka aapke pitaJi ki sampati mein brabar ka haq hai. Ladkiyon ke hissa ladkon ke barabar hai.

2. Dukan ki registry hone ke bavjud ladkiyan aapke pitaji ki anya sampati mein apna hissa mang sakti hain.

Ashish Davessar
Advocate, Jaipur
30763 Answers
972 Consultations

5.0 on 5.0

Ask a Lawyer

Get legal answers from lawyers in 1 hour. It's quick, easy, and anonymous!
  Ask a lawyer