• Nivida ma new claas jodne ke barre ma

Mera madhya pradesh ma parivahan ka vypar hai. jiske thhat mere dwara lagbhag 8 se 10 warsho (saal) se govt contract online nivida ma bhaag leke kiya jaate hai.
 jis rajya sahakari sanstha ka mere dwara lagbhag 5 warsho se continue nivida ma bhaag lekar karya kiya jaa raha hai use sanstha ki nivida ma ek class nayi jodi gayi jo claas hai "nivida ki sharto ke anusar nividadata rice milling ke karya ke liye adhikrat/panjikrat nahi hai, wa nahi hamare koi sambandhi /pariwar ke sadasy sanchalak, rice milling ke karya ma bhagidar hain". is asaye ka sapath patra dena hai
sir, hum aapko ye batate hain ki mere bhai and jamai ke pass rice milling ka vypar hai jo mere se alag rahkar apna jewan yapan karte hain aur mer vyapar alag transporting ka hai jise main apne pariwar ka jiwan yaapan karta hun mera unke vyapar se koi sambandh nahi hai kintu bhai and jamai hone ke naate pariwarik samband hain to kya sir ma is nivida ma bhag le sakta hun? yadi nahi to mere paas aaj ki sitithi ma koi dusra vyapar nahi hai jise mere jivan yapan chal sake 
sir, is isththe ma kanun mere kya madad kar sakta hai?
Asked 7 years ago in Business Law

First answer received in 30 minutes.

Lawyers are available now to answer your questions.

2 Answers

aap baahg nahi le sakhte kunki aap ke bhai aur jamai ka rice milling ka kaam hai .

2) as per conditions of tender none of your relatives should be involved in rice milling

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94695 Answers
7527 Consultations

5.0 on 5.0

if you are aggrieved by fresh conditions added to tender file writ petition in HC disqualifying you from participating in tender on grounds that your brother and brother in law own a rice milling company

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
94695 Answers
7527 Consultations

5.0 on 5.0

Ask a Lawyer

Get legal answers from lawyers in 1 hour. It's quick, easy, and anonymous!
  Ask a lawyer