• Property issue

HUM DADAJI KE MKAAN MAIN REHTE HAI UNKE TEEN LADKE HAI MERE FATHER 1995 MAIN GUJAR GAYE THE MERE DADA JI 1978 MAIN GUJAR GAYE DADI JI 2003 MAIN . MERE FATHER Abdul Aziz ke hum do ladke hai meri mother bhi hai.
taau ji aur hum us mkaan mai rehte hai hai. chcha ji 45 saal pehle yha se chale gaye the . ab hum log chcha ji se iska hissa batwara karne ki kehte hai to bahut pareshaan karte hai . kabhi paise mangte hai kabhi kehte hai poora mkaan todo aur mere hisaab se hisse karo . hum unse bahut pareshan hai hum kya karen ki wo apni akad chod seedhe raste se faisla kare le . sab rishtedaar bhi samjha kar thak gaye..
Asked 7 years ago in Property Law
Religion: Muslim

Ask a question and receive multiple answers in one hour.

Lawyers are available now to answer your questions.

4 Answers

aapke daaji ke gujar jaane ke aap ke father , uncle , dadiji ha ghar me hissa hoga

aapke pitaji ki death ke baad aapki mataji aap ka aur aapke bhai ka ghar par haak hai

3) file suit for partition for division of house by metes and bounds

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
95533 Answers
7656 Consultations

5.0 on 5.0

cahachaji nahi rehte par unka ghar par bakayeda haak hai

2) unka bararbar ka haak hai ghar par

Ajay Sethi
Advocate, Mumbai
95533 Answers
7656 Consultations

5.0 on 5.0

kabhi paise mangte hai kabhi kehte hai poora mkaan todo aur mere hisaab se hisse karo . hum unse bahut pareshan hai hum kya karen ki wo apni akad chod seedhe raste se faisla kare le . sab rishtedaar bhi samjha kar thak gaye..

You and your siblings long with your widow mother shall be entitled to a share out of your grandfather's share in the property as lineal descendant.

You can file a partition suit and seek separate possession of your shares in the property as per Muslim law of inheritance

T Kalaiselvan
Advocate, Vellore
85734 Answers
2266 Consultations

5.0 on 5.0

chahaji kabhi bhi 45 saal se is mkaan main nahi rahe. hum dono bhai ke hisse kaise honge .

Partition can happen as per Muslim law of inheritance.

You may consult a local advocate who is well versed in the law governing this aspect.

T Kalaiselvan
Advocate, Vellore
85734 Answers
2266 Consultations

5.0 on 5.0

Ask a Lawyer

Get legal answers from lawyers in 1 hour. It's quick, easy, and anonymous!
  Ask a lawyer