How to save

I m Anjali. Mere shadi ko 13 years ho gay .ess time mera husband na mujhe charo or sa fassa diya .mujhe kuch samjh nahe aa raha kya karu.pls suggest me .mera hubby ka frnd hai jo ki 15year ki age sa hai .mere hubby na ghar ka paper ussa da diya badla mai phala 5lakh diya baad mai kabhi 20000 to kabhi 50000 karta karta 10lakh ho gay .jis ghar mai rehti hu wo mera naam hai .inka frnd na mujhe bola mai apna dost ko kaam kara dunga tum mujh sa paisa la lo achcha relationship ki wajh sa mai maan gae maina all paper signature kar diya inka frnd na mujh sa blank check signature karwa kar la liya .ab usna case daal diya mujh par .taki mai house sell out kar ka usko paisa return kar du.Sir mera hubby kuch ni karta kisi or sa bhi paisa la liya khud or unn sab na bhi mujh par civil case file kar diya ess time 8case mujh par chal raha hai . Sir kya mai ess case sa bach sakti hu .kyu ki mujhe ab bahut mara pita jata hai house sell ka liya mentally toucher bhi mera11year ka bata hai wo bhi bahut disturb. Jin jin sa mera hubby na paisa liya wo sab mera hubby ka achcha jaankar hai .to mujhe kyu fasaya jaa raha hai. Mai kaisa save karu apna aap ko financially bahut weak hu .mera hubby kuch work karta nahe mujhe karna data nahe .