498a

Mere papa retired government employee hain (aged 70, neurological patients),West Bengal land & land reforms department me kam karte the. Papa kal do shadi hy. Due to illness 1989pe unka 1st wife ki deth hoi, fir papa ne mere mummy ko shadi ki,,(aged 59,ourtharice patients), mai unka only beta (aged 24,studying) mere step mom ka do children the, mere bare didi (married, age 43) aur bare vai (married, age 40). Mere Dada ne 1993pe shadi ki, 1 larka hua(aged 20,studying), lekin Dada lose character the, isliye 2006 ko kisi aur 1 larki k 7 vag gya. Vabi, nephew pichle 10saal se mere papa k family pe hain, papa unki study aur general expenditures dete aa rehe hain.. Family me Kuch sadharan jhagre hote rahate the.. Lakin ab Vabi us jhagre se tang aa k humare against 498a karne ka faisla kiya hy.. Avi alag reh rehe hain,, aur har wakth mere aur mummy papa ki life ko barbaad kardene ki humki de rehe hain. Ayse me hum kya kare.. Issey bachne ka rasta kya hy. Is case me kya hum victims bansakte hy? Please help me sir... I don't know much about 498a or other ipc laws.