should i demand for divorce or not?

meri love mariage hai mere mata pita chahte the ki mai unki pasand se shadi karu lekin jab maine unhe mana liya to unhone ha na karte huwe meri shadi meri preyasi se dhoom dham se karadi.patni ka swabhav chid chida hai isliye har bar wo chidchidkarke jor se baat karna gusse se baat karti thi or uske liye mai kuch bolu to wah apne mayke chali jati thi ya fir jaan dene ki dhamki deti,do bar usne kuch goliya kha kar sabko dara diya tha uske bare me uske mata pita ko bhi bataya magar koi fayda nahi huwa.fir ek bar wo apne mayke chali gayi or jane se pahle usne mere hath pakad kar khud ka gala dabana chaha to maine use thappad mardiya to usne apna sir diwar pe patka or uski maa ko bataya ki maine use mara,mayke jane ke baad do dim me usne chuhe marnewali dawa kha li, uske pita ne turant hospital le gaye to bach gayi fir waha se 3 mahine wo ghar wapas nahi ayi badme ayi to mere mata pita ko bhai ko khana na dena na poochna aisa bartav karti hai or hamesha kahti hai ki sirf mere sath rahna hai mere family ke sath nahi,aise me mujhe kya karna chahiye batao please mai abtak shant tha nibhane ki soch rahatha par abhi lagta hai ki alag ho jau divorce lekar. shado ko sirf 11 mahine huwe hai