Kesh daar kaise kiyajaye

(1)Mai delhi men rahta hun. apne pita ke dusri sadi kko chunauti apne gaonke civil court me dena chahta hun. mere bagair wahan gaye cash kiya ja sakti hai kya? agr han to kaise??====== (2)main ek hindu hun.Mere pita ek sarkari teacher the. mri maa ke marne ke 4 mah bad hi mere chacha ne apne sali se chachi ebam chachi ke samaj ke sahyog se unki dusri samajik sadi hindu reeti se karwadi jiski jankari ham sabhi bhaeeon ko nahi di gaee. tab hamari umra 11-12 sal ki thi.is sadi ka koee pratykshdashi mere gaoo me nahi h, barat koee nahi gaya tha. main sab Bhai chacha ke pass hostel me rahte the.mere chacha bhi teacher hi the sarkari school men jhan hostal ki suvidha thi. 3-4 mah bad jab chhutti me hum sab bhai ghar aaye to pata chala ki mere pita ne dusri shadi kar li h . mere pita ki dusri patni se ek ladka aur ek ladki hai. ab mere pita ki mansik sthiti kharab ho gayee hai, o apna sare paise ka hisab jo unhe ritayrmen men mila bhool chuke hain. 4-5 lic ka paisa unhe mila magr kharch unhe yadnahi. kul milakar 10-11 lakh ke paise ka gaban mete pita ki dusri patni ne chacha aur chahi ke sath milkar kar diya hai. mai ye janna chahta hun ki (1) kya ye shadi abaidh sabit ho sakti hai??? (2) mere pita ki paitrik aur swa arjit sampatti me dusri ma ke bachhon ka kya hissa ho sakta hai?? (3)mai un paise ke khilaf court jana chahta hun jo mere pita ki dusri patni ne gaban kiya hai.(4)meri man ke jwelry pe mera kitna aur meri dusri ma ka kitna adhikar hai??abhi mai delhi rahta hun. yahan ke cort me cash file ho sakta hai ya nahi??? agr han to kaise?