MAA aur Bahan ko na bolka papa ka property apna nam karliya bhaiy

Namaskar ukil ji, Mera papa margaya 1964 sal pe. hum 4 bhai 3 bahan aur maa me say 2 bhai aur 1 bahan margaya . jo margaya uska bhi warish hai. Mera pati mar jana ke bad papa ka ghar 30 sal say hu. Abhi kuch din pehela mere ko Indira abasan yojna ka ghar mila, jab ghar karna gaya papa ke jagydad mai to 2 bhai bolraha hai ka pura property 4 bhai ke naam pe hai . jaga nahi milaga. Property sab papa ne kharida tha aur bhai kenam koi will nahi kiya.dalil abhibhi papa ke naam hai. Block & land office se pata chala 4 bhai apne nam jayda karliya, mother ka nam aur behen ka nam koyi jaydad nahi hai. Last 3 sal say mother paralysis hai koi bhi bhai dekh ta nahi. Mai kam karke monthly 2000 ka medicine kharcha chalata hu mother ka. Kuch din pehele warish certificate aur papa ke property ka dalil block & land office pe jama karke ak miss case kiya taki 3 bahan aur mako jaydad mila. Block & Land office mai jake ak officer ka samne paper mai sighn karke diya, ke bahan aur mako property dega.officer nay bola RS aneke baad bahan aur mako propertymilaga. Abhi supreme court ne jo judgement diya to keya hum bahan aur mother ko property milega?????