Kya divorce ke baad patni ko deni padegi aadhi property

Sir meri shaadi 2014 me hui shaadi ke baad pata chala Ki meri patni ka dimaag sahi nahi tha ek din usne mujhse kaha Ki mere school ke pichhe ek ladka aata tha Kisi ladki se Milne ek din me school ke pichhe gai to ladka wahi par tha usne mujhse puchha tumhari saheli kaha hai to Maine kaha mujhe nahi maloom to ladke ne kaha wo nahi hai to tum ho na aur itna kahte hi us ladke ne mere aankho par hath rakh Diya us din mera dimaag kaam nahi kiya our galti Ho gai ye sab baat mene apne ghar pe Bata Diya our uske papa ko phone kar ke bulaaya our uske papa use lekar chale Gaye apne ghar baad me mere mammi papa bole use khabhi phone mat karna our na laane Jana lekin me mummi papa Ki baat nahi mana our use laane 8 mahine baad Gaya to meri patni ke papa ne ek pepar Diya our kaha Ki apni mummi our papa our tumhara signature is pepar par karo our tab use le jawo us pepar par likha tha Ki use le ja kar achhe se rakhna hai koi takhlif nahi hona chahiye to wo pepar le kar me apne ghar aaya mere mummi papa ne kaha Ki is pepar par signature nahi kar na me jab me apni patni ke ghar Gaya to mere Saale ne mujhe bahut buri tarah se maara our sasur ne bahut gandi gaali Diya bola Ki jab tab signature karwa ke nahi aawoge tab tak tumahi patni nahi jaayegi.