Administrative action against same offence

Mein Indian army me as a clerk job 9yrs servicen (2001 to 2009) kar raha tha ushi dwaran mereko 2009 me ek espionage case me court of inquiry chala k mereko 2011 me summary court martial kar k two punishment diya tha (1st punishment is reduce the rank 2nd punishment is 3months RI). Mein apna 2nd punishment 3months RI 11.11.11 ko complete kara k bahar aya tha. Asper rule mereko ushi din apna parent unit jana tha but ush din mereko apna parent unit nahi bheja tha. Aisa hi mereko rakh kar 24 Dec 2011 ko Show Cause Notice de kar within 14days ka undar jawab manga tha. Ish SCN me mereko ye pucha gaya h ki SCM me mereko jo punishments diya gaya h wo kum h aur abi aap ka upper administrative action lekar Indian army se Dismiss from Service karna chatha h ish ka upper aap within 14days ka under apna rely dena h tab mereko 10days leave b diay tha tho mein ye 10days leave ka dwaran Delhi aa k ek advocate se mil kar ush SCN ka reply bana kar 10 Jan 2012 ko submit kiya tha but mereko ush waqt koi reply nahi diya h finally 06 Jun 2012 ko mereko Dismiss from Service ka Certificate dekar mereko apna Job se nekal diya gaya h. Jun 2012 ka bad mein Delhi aa k ek advocate ko pakad kar Armed Forces Tribunals me case file kiya tha but July 2013 ko AFT b mera case ko dismiss kar k apna final judgement diya tha ush ko b mein fhir se Delhi high court me ush judgement ko challenge kar k ek case file karaya tha but ushi dwaran Supreme Court ne ek case upper final judgement me ye kaha gaya ki jo be AFT ka case ka upper dubara case karna tho wo Delhi high court me case file nahi kar shaktha h aur wo direct supreme court me apna case file karna h. Ye sub mera case ka updates h . Mein aap se ek advice mang raha hun ki kya kisi ko ek offense ka upper ek bar punishment deneka bad b ushko dubara Administrative action lekar jobse nekal deshak tha h ? kya mein supreme court me case file karne se jeet k apna job mereko mil shaktha h ? Aap mera good feature k liye ek achha advice denese Mein tho apna ghar b bhej kar advocate ko fee dekar supreme court me case file kar shak tha hun. I am waiting for your needful advice