Second marriage

Sir mein poonam kapoor , mein widow thi ,Meri shadi matrimonial site se huyi ,lekin vo insaan dhokebaaz nikla ,usne Shaadi ke time mere se bahut jhut bole yaha Tak kaha ki uski maa ,uski beti expire ho chuki Hein, koi Bhai bahan bhi nahi Hein, lekin maa bhi zinda Hein, beti bhi, behan bhi Hein, sab USA mein rehte Hein ,mujhe kaha tha job karta Hein, lekin Shaadi se 15din pehle hi kaha job jhut gayi Hein ,uske baad Shaadi to ho gayi ,vo hamare Ghar hi Ghar jawaai ban Gaya, lekin dhoke se hamse kisi na kisi bahare se saare pause kha gaya,shadi ke baad koi zimedari nahi nibhayi,drink bhi karta tha ye bhi chhupaya,Shaadi ke baad mushkil se 10 din hamare Ghar Raha aur alag se rent ke makaan mein bhi rehta Raha ,police complaint bhi ki ,lekin koi fyada nahi hua ,usne paise khila diye police ko ,ab mein jaldi se jaldi mutual divorce Lena chahti hu, mujhe divorce kitni jaldi mil sakta Hein, usne apne divorce ke baad bhi Shaadi ki huyi Hein USA mein, yaha patiala mein bhi simple marraige ki thi aur use chhod Diya tha ,lekin vo lady gawaayi dene ko tiyar nahi Hein kyoki usne bhi shadi Kar li ,isne Shaadi ke time sab jhut bole ,Kya is vajah se mujhe jald se jald divorce mil sakta Hein shadi gurudware mein June 2019 ki huyi Hein, gurudwara registered tha ,lekin hamari shadi isne court mein registered nahi karwayi, na hi meri beti ko adopt kiya ,na hi Ghar mein Raha ,mujhe jald see jald ab divorce chahiye ,mein Kya karu