420 IPC satelment

Mery mother per 420 ka fake case file kiya tha jisme 2 or logo ko accused banaya Jo hamare relative ha. Camplenent ki complent ha ki uske sath 2010 me 10 lakh ka fruod hua jisme USne sari pmt cash me di jiska uske pass koi sabut ya written agrement nahi ha 2 fake vitness dale ha Jo uske relative ha. 2010 me froud hua or 2013 me fir rejisterd hua court ke thru or 2014 me satelment ho gaya out of court 400000 lakh me Jo installment me dena tha jisme SE 350000 lakh ham de chuke ha 50000 pending bhi dena chahte ha ab complenent or 300000 ki dimand kar rahi ha. Jabki setelment deed notary stamp papper me usne 400000 ki full and final satellment and coprete for quashing the fir per sign kiya ha or usne court me bhi mana ha ab complement ka court me kahna ha ki 400000 ka satelment 2 logo SE hua tha 3 SE nahi third accused ke satellment ke liye or 3 lakh chahiye an third accused out of India ha jisse hamara contact nahi ha jiska court me non bailable warrent bhi ishu kiya ha. Hamare 2 log abhi permanent bail per ha police ne chargsheet court me laga di ha case abhi court me ha now what can I do kya hum log high court me quashing laga sakte ha kya high court me setellment deed ke base per fir quash ho sakti ha ya koi or rasta nikal sakta ha case SE nikal ne ka. Plz segest me I m very apset.